Raat ko sony sy pahly ak hi du

Raat ko sony sy pahly ak hi dua mango

“YA ALLAH mujay uta ly

?

?

?

?

?

?

soba sawery

?

?

?

nemaz k lie”

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.7/10 (3 votes cast)
Read more Dua SMS

DUA ME LAB PER SAWAL RAKHNAb

DUA ME LAB PER SAWAL RAKHNA

NIGAH PER APNI KAMAL RAKHNA

DENE CHAETY HO AGAR KHUSHIYAN HAMEIN

TO,

KHUSH REHNA AUR APNA KHAYAL RAKHNA

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 5.0/10 (2 votes cast)
Read more Dua SMS

hai duaa yaad mager harf e dua

hai duaa yaad mager harf-e-duaa yaad naheen

merey naghmaat ko andaz-e-nawaa yaad naheen

hum ne jin ke liye rahoon main bichaya tha lahoo

hum se kehtey hain wohi ehd-e-wafa yaad naheen

zindagee jabr-e-musalsal ki terha kaati hai

janey kis jurm ki pai hai saza yaad naheen

main ne palkoon se der-e-yaar peh dastak di hai

main woh saa-il hoon jisey koi sadaa yaad naheen

kaisey bher aain ser-e-shaam kisi ki aankhain

kaisey theraaii charaghoon ki zayaa yaad naheen

sirf dhundlaye sitaroon ki chamak daikhee hai

kab hua kon hua mujh se khafa yaad naheen

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.7/10 (3 votes cast)
Read more Dua SMS

mere saath tum bhi dua karo yu

mere saath tum bhi dua karo yun kisi ke haq mein bura na ho

kahin aur ho na ye hadsa koi raaste mein judaa na ho

mere ghar se raat ki sej tak vo ik aansu ki lakir hai

zaraa barh ke chand se puchna vo isi taraf se gayaa na ho

sar-e-shaam Thehari hui zamin, aasman hai jhuka hua

isi mod par mere vaaste vo chiragh le kar khada na ho

vo farishte aap hi Dhoondiye kahaniyon kii kitaab mein

jo buraa kahein na buraa sunay koi shaKhs un se Khafa na ho

vo visaal ho ke firaaq ho teri aag mahakegii ek din

vo gulaab ban ke khilegaa kyaa jo chiragh ban ke jalaa na ho

mujhe yun lagaa ki Khaamosh Khushbu ke hont titali ne chu liye

inhi zard patton ki oT mein koi phool soyaa huaa na ho

isii ehatiyaat mein main rahaa, isi ehatiyaat mein vo rahaa

vo kahan kahan mere saath hai kisi aur ko ye pata na ho

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 5.3/10 (3 votes cast)
Read more Dua SMS

Jahan raho,khush raho,mangte h

Jahan raho,khush raho,mangte hain hardam yehi duaa

aise to sanam ham kabhi,apne bhi talabgaar na thay.

Sikha kar mohabbat ka qarina,khuu-e-wafa hi badal dali

teri qasam warna ham, aise bhi wafadar na thay.

Jhukaana nazrein,bichana palkein,hain sab karamat-e-mohabbat

har aahat pe dil dharrakna,kabhi aise be-qarar na thay.

Tumari doori ne to jeenay ki tamanna hi mitta dali

zindagi se hamaray marasim,pehle bhi khushgawaar na thay.

Wafa ke paasbaan hain,jafa bhala kiya jaanein

aik tum hi to faqat,wafa ke alamdar na thay

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 5.0/10 (2 votes cast)
Read more Dua SMS

Khudaya Mujh ko kuch na

Khudaya

Mujh ko kuch na de

Nahi kuch bhi nahi chaahiye ab

Bus us ki khwaaish

Poori ker de

Jo duaaon ma

Sadaaon ma

Mujhe hii maangta hai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 4.0/10 (4 votes cast)
Read more Dua SMS

% DUA % b

(((…% DUA %…)))

1: Ya RAB MujhE Wo Taqat nA dE Jis sE MAiN Dosron ko KAmzor ker don..

2: MujhE Wo DoLAt nA dE Jis ke KhAter MAiN DosroN ko GAreeb kAr don..

3: MujhE Wo ELAm nA dE JisE MAiN ApNe SenAy mE ChupA k RAkhon..

4: MujhE Wo BoLAndi nA dE k MujhE PAsti mE Kuch nAzAr nA aayE…

LAkeN . . .

5: MujhE Wo Sub Kuch dE JesE MAiN DosroN mE BAnt sAkoN Or sub k BrAbAr hO jAoN . . . /

” AmeeN ”

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.6/10 (5 votes cast)
Read more Dua SMS

Srif mai hi thaam soakon haath

Srif mai hi thaam soakon haath uska

mjh par itni eniyat si ker dai

woh reh na pae ek pal b mere bin

aey khuda tu usko meri adat si kr dai

itna toot k chahon mai usko k meri chahato ko uski ebadat si ker dai

koi choo na pae apne khayalat mai bhi usko

har wk k zehan mai uski hifazat si ker dai

band anankh mai b daikh paon usko

meri nazar ko aesi ejazat si ker dai

rakhunga kahayal uska umar bahr k liye apne ap ko wo bus mera ker dai

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 6.3/10 (4 votes cast)
Read more Dua SMS

Khilty Phoolon Ki Rida Ho Jay

Khilty Phoolo’n Ki Rida Ho Jaye

Itni Hasaas Hawa Ho Jaye

Maangty Hi Haath Par Khushya’n Rakh Dy

Itna Meherban Aap Pr KHUDA Ho Jaye

(AaMeEn)

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 4.7/10 (3 votes cast)
Read more Dua SMS

LoGon KoDuaK

“LoGon”

Ko”Dua”K

Ley Kehny Sy

Zyada Behtr Hy

Aisy AmL Kro

K Logon K DiL Sy

Ap K Ley

“Dua”Nikly.

Have A Nice Day

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 5.0/10 (2 votes cast)
Read more Dua SMS
Page 3 of 6112345678910...203040...Last »